Advertisment

AMAR UPADHYAY ABSENT AT THE LAUNCH OF DANGAL'S Jai Hanuman- Sankat Mochan Naam Tiharo, which explores the life of Hanuman post-Ramayan

author-image
By Team Bollyy
New Update
AMAR UPADHYAY ABSENT AT THE LAUNCH OF DANGAL'S Jai Hanuman- Sankat Mochan Naam Tiharo, which explores the life of Hanuman post-Ramayan

“Jai Hanuman : Sankat Mochan Naam Tiharo” ki ye katha Hanuman ke us jivan ki katha hai, jab Prabhu Shri Ram is sansaar se prasthaan kar gaye aur Hanuman ko sada-sada ke liye bhakton ke sankato ko door karne ke liye is sansaar mein chhod gaye - Jyothi Venkatesh

publive-image

Shri Ram ke jaane ke baad hi एक युग पहले Kalyug is sansaar mein aa dhamka, kyonki Prabhu श्री राम ke na hone se Kalyug ke paas avasar tha, jisase वो samay se phele hi sansaar mein khud ko sthapit kar sake.

Kintu wo bhool gaya tha ki bhale hi Maryada Purushottam Shri Ram is sansaar mein na ho kintu Ram-bhakt Hanuman ab bhi is sansaar mein hain aur Shri Ram ke jaane ke baad Shri Ram dwaara sthaapit धर्म की मर्यादाओं और maanyataon ki raksha ka bhaar ab un par hai.

Kalyug is sansaar mein khud ko tab tak sthaapit nahi kar sakata, jab tak sansaar mein ‘Ram ka Naam’ hai, unki sthaapanayein hain.

publive-image

Kalyug Kaam, Krodh, Lobh aur anekon chhal dwaara Shri Ram ki sthaapanaon aur Dharm ko khandit karne ka prayaas karata hai. Aise mein yadi Bhakton ka ab koi Sankat-Mochan ban sakta hai, sansaar ka koi kasht nivaarak ban sakata hai, Bhakton ki bhakti, vishwaas ki koi raksha kar sakata hai to wo keval Hanumanji hain.

Isliye Hanumanji, Ram ki Dharm-Dwaja ko thaamate hain aur Dharm aur Adharm ke beech aarambh hota hai ek aisa mahayuddh jismein ek or Kalyug hai to doosri or sakshat Mahabali Hanuman. It is produced by Peninsula Pictures (Alind Srivastava and Nissar Parvej).

publive-image

The Show and Concept writer is Mr. C. L. Saini, who has been working in the entertainment industry for the past 20 years and has written more than 6000 episodes in his career.

The show has an exciting ensemble cast with strong faces such as Amar Upadhyay as Lord Ram, Madirakshi Mundle as Sita, Ram Yashvardhan as Lord Hanuman, Aamir Dalvi as Shashtra Ravan, and Apara Mehta as Mai Kaki.

Then there are also names like Sanjay Batra, Akshay Dogra, Diwakar Pundir, Shafaq Naaz, and Rati Pandey who all are playing pivotal roles. The show will also have an exclusive premiere on the YouTube channel of Dangal Tv on 23rd August at 7 PM. Dangal TV is one of the most promising channels which is providing unique content to its audiences.

Advertisment
Latest Stories