SAHIR KI AAKHRI DEEWAANI, SAHIR KA DEEWAANA BHAKT...... ALI PETER JOHN
Kal shaam saagar ke paas se guzar raha. Tha tab ek lataji ki awaaz jaisi awaaz suni mud kar dekha. Toh ek girti ped pukaar rahi thi mujhe main nazdeek gaya ped. Ke aur usne kaha main sahir ki deewaanee hoon.
Mujhe aaj koi nahi jaanta. Aur log mujhe hi nahi sahir ko bhi yaad. Nahi karte. Koi baat nahi. Hum dono prem deewaane. The aur prem deewaano. Ko koi zamaana bhoola nahi sakta.
Woh bhi kya zamaana tha jab sahir yaaahaa aate the aur apne safed kapdon mein saakshat ishwar. Allah aur jesusjal lagte the. Aur unki ek jhalak dekhne par mera patta patta jhoom uthta tha aur main bas unko. Taakte rahti thi aur tab. Tak deewaani.
Rahti jab tak sahir apne kamre. Mein baitkar kuch likhte the. Aur main baitkar sochti thi ki kaash sahir mere baare mein koi kavita. Likhte kabhi Sahir ne mera khwaab poora. Ki kahi baar. Isiliye toh main aaj. Tak. Zindaa hoon mere liye toh duniya ussi shaam mar gayee. Thi jab sahie yahi par.
Unke puraane bangle mein apni aakhri saans li thi leki n mera sahir aaj bhi mere har patte mein zinda hai. Sahir mera. Jeene ka maqsad hai aur abh inn zaalim inssaano ne sahir ka bangle ko mitti mein mila diya hai.
Wo zaalim insaan kya jaante. Hai ki. Mera. Sahir kabhi mar nahi sakta. Wo. Rooh bhi hai. Ishwar aur jesus teeno hai aur insaan unko kabhi maar bhi nahi sakta aur mitaa bhi nahi sakta aur jaise uss sunder ped ne apni baat poori ki. Sahir aakar Usko jale lage aur phir dariya ke lehron par chalkar door kisi aur jahaan mein chale gaye jaahaan ke wo khudah hai jaahaan mohabbat. Aur insaaniykt unke jannat. Dharam hai.